Ab kyun hai?

kuch bechaini si hai,
talab si hai,
kuch kamee si hai,
tanhayee si hai.
bahut kuch hai,
aur kuch nahi bhi hai.

Ekdum se ekaant ka jo ehsaas hua,
ye pehle to na hua tha.

Har khwaab mein tu basa hai,
ye pehle to na tha - ab kyun hai?

No comments: