Gilaa

Gila hai hamein kabhi tujhe samajh na paaye,
Gila hai jab samjhe to sambhaal na paaye,
Gila hai jab sambhala to chaahne se khudko rok na paaye,
Gila hai jab tu gaya, to bewafaai ko bhula na paaye.
" raat to ab bhi tanha guzarti hai meri jaan, din acche guzarte hain fursat ke bin" - M S Ahluwalia
"I may be on the race track. I may be as fast or faster than those in there. But let me make it very clear - I am not racing." - M S Ahluwalia
in rangon mein wo baat, wo mehak kahaan hai ab,
 zindagi mein kuch ho na ho zindagi kahan hai ab